संदेश

Google Adsense Kya Hai Aur Work Kaise Karta Hai

चित्र
Hello friends 'the real world' mei ap  sab  ka  swagat  hai.  Aaj hum apko iss article mei batayenge ki Google  Adsense  Kya    Hai   Aur Work  Kaise  Karta Hai ? Humne apko apni previous post mei bataya ki google adsence account ko kam samay mei approved kaise karwaye . Friends Jahan online paise kamane ki baat aati hai waha google adsense ka naam sabse pehle liya jaata hai. Friends meri ye post padhkar aap adsence se online bahut saara  paisa  kama  sakte  hai. Google AdSense kya hai? Google adsence ek advertisement network  hai  jiski  help  se bloggers aur youtubers online paisa kama sakte hai. Friends maine apni sabhi blog post mei google adsence ki help se hi ads lagayi hai. Ap meri iss post ke saath saath dusri posts bhi dekh sakte hai, apko google ke dwara di gayi ads dikgayi degi.  Vaise toh internet mei apko paisa kamane ke liye bahut saare ad networks aur websites mil jayengi par google adsense sabse famous and trusted advertising network hai. G

Janiye EVM(electronic voting machine) aur uske kaam karne ke tarike ko

चित्र
Dosto aap sab ne EVM(electronic voting machine) ke bare me to suna hi hoga. Vote to ap sabhi dete hi honge aur apko yeh bhi pta hoga ki vote dene ke liye apki minimum age 18 honi chahiye. Vote dete samay apne EVM ka use to kiya hi hoga to chaliye jaante hai. EVM kya hai ? kaise kaam krti hai ? EVM  ka  avishkaar  kisne kiya ? India ki kis state ne Sabse pehle EVM ka use kiya ? Kya electronic voting machine hack ho sakti hai ? Dosto in sab questions ke answer apko mera ye article padkar mil sakte hai , aur  iss article mei hum   electronic voting machine ke kaam karne ke tarike ko bhi vistaar se jaanege. Ap sab ko yaad hoga ki aaj se kuch dino baad 2019 Loksabha elections hai , jiska bahut se voters aur political parties  bhi  hissa banne Jaa rahe hai aur aise me apka ek kimti vote   apko   ek    acchi  aur mazboot   sarkar banane  me  help  karega. Iss saal election commission of India (ECI) ne latest technology ki voting machine ka use karne ke bare me socha hai. H

Google AdSense account Ko Kam samay me approved kaise karwaye

चित्र
Hum sabhi jaante hai ki adsence se paise kamane ka sapna har kisi ka hota hai. Agar aap ek blogger hai aur aap apne blog ko regularly update karte hai par apka google adsence par account approved nahi hua hai to isse bade dukh ki baat kya ho sakti hai. Friends mei apko ek baat bta du ki adsence google ka product hai aur agar aap chahte hai ki apka adsence approved ho to aapko adsence ki kuch policies terms and conditions ko follow karna hoga. In this article mei apko batyunga ki Kam samay me google adsence account ko kaise approved karwaya jaata hai. Iss article me mei apko kuch aasan se steps sikhayunga, jinhe follow karke aap apne adsence account ko approved karwa sakte hai. Dekha jaaye to India me adsence account ko approved karwana ek difficult task hai. Par agar aap mere bataye gaye  steps ko follow kare to aap bhi apna adsence approved karwa sakte hai aur lakhon earn kar sakte hai. Google AdSense Account Ko Kam Samay Me Approved Kaise Karwaye 1 Adsence

Blogger blogspot post ka seo kaise kare(super secret trick)

चित्र
Dear bloggers seo ka meaning hai search engine o ptimisation.Friends har kisi ka dream hota hai ki apne blog ya website ki post ko google ke first page par rank karwana. Par ye tab hi possible hoga jab aap ek quality content se bhari hui blog post ko likhoge kyunki koi bhi post vo chahe wordpress me ho ya phir blogger me seo ke karan hi google mein rank karti hai. Friends mein ek blogger hoon aur mein aapke blog ki post ka seo karwane mein puri help karunga. Search engine optimisation ke karan hi hamare blog par search engine se organic traffic aata hai. Friends mera ye article padh kar aapke mind mein ek question to zarur hi aa raha hoga ki aakhir blog post Google ya other search engine mein rank kaise karti hai? To iska ek simple sa jawab hai " search engine robots ". search engine robots hi hamari blog post ke content ko search engine mein Index karwate hai. Friends iss post me simple hum Blogger blogspot post ka seo kaise kare ke bare me baat kar

blog par organic traffic kis tarike se laya jata hai

चित्र
                    Dosto ap meri ye post read krke ( free mein blogger se professional website ya blog kaise banaye full detail in hindi ) samajh gaye honge ki new blog ko create kaise karte hain. Aaj hum aapko batayenge ki blog par organic traffic kis tarike se laya jata hai. Dosto apme se bahut se bloggers ko search engine say blog par natural organic traffic obtain krne mein bohot si problems aati hongi. Blog par traffic ka main reason visitor hi hote hain , organic traffic se mera meaning ye hai ki jitne jyada visitor's aapke website par honge utna hi traffic aap ki website par hoga. website par traffic pana sabse mushkil task mein se ek hai. Doston agar apke blog par organic traffic kam hai toh apki earning bhi kam hi hogi.In short earning depends on your traffic. Dosto agar aap apne blog par regular rahenge to aap ke visitors be increase honge nahi toh yeh day to day decrease hote Jayenge.Agar sach me ap apne blog par organic traffic increase krna cha

blogger platform par apni new post likhne ka tarika

चित्र
Hello friends kaisi hai aap, friends pichli post Mein Mene aap sab ko bataya ki " free me blogger se professional website ya blog kaise banaye" . Friends aaj ki iss new post mein hum aaj sikhenge ki blogger platform par apni new post likhne ka tarika . Friends aap mein se kuch aise mere friends bhi honge Jo blogger post likhna accha se Jante honge par ye post mere un sabhi friends ke liye hai Jinhe blog post likhne mein different different types ki problems aati hogi. F riends blog post likhna koi mushkil kaam nahi hai lekin ek achi blog post likhna bahut mushkil kaam hai, mushkil se mera matlab seo ( Search Engine Optimisation) friendly. Apki blog post kaisi honi chahiye? Friends apke blog ka title, url aur post seo friendly hona chahiye jisse ki search engine bhi aapki post ko samaj paye aur aapke visitor bhi aap ki batayi gayi useful information Ka asani se benefit le paye. friends aap ki blog post aisi honi chahiye Jisse aap ke visitors apki post par b