संदेश

मई, 2019 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Visa card kya hai ? Visa ki types ? Visa apply kaise kare ?

चित्र
Friends travelling kise nhi pasand aur agar apko kisi dusri country mei jaane ka offer mile to aap haan kehte bilkul bhi der nhi karenge. Par kya apko pta hai ki hum dusri country mei tabhi Jaa sakte hai jab hamare pass visa aur passport dono honge. Passport to hum aasani se bana sakte hai kyonki passport hume apni country se banana padta hai par visa banane mei hume thoda zada hard work karna padta hai . Friends mera ye article visa kya hai ? Visa ki types ? Visa apply kaise kare ? ko read karke aap visa's ki types se puri tarah se parichit ho jayenge. Lekin aisi bahut saari countries hai Jahan aap bina visa ke bhi Jaa sakte hai par bina passport ke nhi Jaa sakte, kyonki passport apni country ke citizen ko diya jaata hai taki vo international travel kar sake aur apna passport ( as a identification ) dusre desh mei dikha sake , aur visa ek permission hoti hai jo dusri country apko apni country mei entry hone ki permission deti hai . Vaise toh visa ek document (letter) ya

Asynchronous and synchronous google Adsence ads kya hai

चित्र
Friends 'the real world' ki previous post mei maine apko bataya ki google Adsence kya hai aur work kaise karta hai . Mere previous post ko read krke ap google adsence se parichit ho hi gye honge. Friends aapne google adsence ke asynchronous and synchronous ad code ke bare me to suna hi hoga, aur agar nhi suna hai to mere iss article ko concentration ke saath read kijiye, par kya apko pta hai ki  Asynchronous and synchronous google Adsence ads kya hai aur inme se kon sa ad code use karne se ap apni earning ko increase kr sakte hai. Ye sab important information ko detail mei Janne ke liye apko meri post ko start se lekar end tak read karna hoga. Asynchronous and synchronous google Adsence ads kya hai ? Vaise to in dono synchronous and asynchronous google adsence ads mei zada difference to nhi hai,dono hi ads par click hone par apko earning to honi hi hai lekin phir bhi ap samaj jaye ki inme Zameen aur aasman ka difference hai. Also read Google Adsense kya hai