संदेश

अप्रैल, 2019 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Google Adsense Kya Hai Aur Work Kaise Karta Hai

चित्र
Hello friends 'the real world' mei ap  sab  ka  swagat  hai.  Aaj hum apko iss article mei batayenge ki Google  Adsense  Kya    Hai   Aur Work  Kaise  Karta Hai ? Humne apko apni previous post mei bataya ki google adsence account ko kam samay mei approved kaise karwaye . Friends Jahan online paise kamane ki baat aati hai waha google adsense ka naam sabse pehle liya jaata hai. Friends meri ye post padhkar aap adsence se online bahut saara  paisa  kama  sakte  hai. Google AdSense kya hai? Google adsence ek advertisement network  hai  jiski  help  se bloggers aur youtubers online paisa kama sakte hai. Friends maine apni sabhi blog post mei google adsence ki help se hi ads lagayi hai. Ap meri iss post ke saath saath dusri posts bhi dekh sakte hai, apko google ke dwara di gayi ads dikgayi degi.  Vaise toh internet mei apko paisa kamane ke liye bahut saare ad networks aur websites mil jayengi par google adsense sabse famous and trusted advertising network hai. G

Janiye EVM(electronic voting machine) aur uske kaam karne ke tarike ko

चित्र
Dosto aap sab ne EVM(electronic voting machine) ke bare me to suna hi hoga. Vote to ap sabhi dete hi honge aur apko yeh bhi pta hoga ki vote dene ke liye apki minimum age 18 honi chahiye. Vote dete samay apne EVM ka use to kiya hi hoga to chaliye jaante hai. EVM kya hai ? kaise kaam krti hai ? EVM  ka  avishkaar  kisne kiya ? India ki kis state ne Sabse pehle EVM ka use kiya ? Kya electronic voting machine hack ho sakti hai ? Dosto in sab questions ke answer apko mera ye article padkar mil sakte hai , aur  iss article mei hum   electronic voting machine ke kaam karne ke tarike ko bhi vistaar se jaanege. Ap sab ko yaad hoga ki aaj se kuch dino baad 2019 Loksabha elections hai , jiska bahut se voters aur political parties  bhi  hissa banne Jaa rahe hai aur aise me apka ek kimti vote   apko   ek    acchi  aur mazboot   sarkar banane  me  help  karega. Iss saal election commission of India (ECI) ne latest technology ki voting machine ka use karne ke bare me socha hai. H