संदेश

Blogger website kaise banaye लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

free mein blogger se professional website ya blog kaise banaye full detail in hindi

चित्र
Hello Dosto kaise hai aap. Dosto aajkal ke zamane me internet se paisa kon nahi kamana chahta, aur Internet se paisa kamane ke baare mein Kaun Nahi Sochta. Dosto Aaj Bhi log apne ghar mein baith kar websites ya   blog se lakhon rupay tak kama rahe hain.Toh  aaj hum aapko free mein blogger se professional website ya blog kaise banaye full detail in hindi   ke baare mein btane ja rahe hain. Website ki types website 2 types ki hoti hai. 1. Paid website 2. free website Paid website vo Website hoti hai jisme apko web hosting aur domain name purchase krne ki zaroorat padti hai. paid website banane ke liye aap ko chahiye ek laptop or desktop computer aur ek gmail id. waise hum ek android mobile se bhi professional website bana sakte hain. free website vo Website hoti hai jisme web hosting free hoti hai aur free web hosting hume sirf Google Blogger me hi dekhne ko milti hai. Blogger google Ka ek aisa product hai Jo Hume free web hosting aur free dom