संदेश

Visa kaise apply kare लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Visa card kya hai ? Visa ki types ? Visa apply kaise kare ?

चित्र
Friends travelling kise nhi pasand aur agar apko kisi dusri country mei jaane ka offer mile to aap haan kehte bilkul bhi der nhi karenge. Par kya apko pta hai ki hum dusri country mei tabhi Jaa sakte hai jab hamare pass visa aur passport dono honge. Passport to hum aasani se bana sakte hai kyonki passport hume apni country se banana padta hai par visa banane mei hume thoda zada hard work karna padta hai . Friends mera ye article visa kya hai ? Visa ki types ? Visa apply kaise kare ? ko read karke aap visa's ki types se puri tarah se parichit ho jayenge. Lekin aisi bahut saari countries hai Jahan aap bina visa ke bhi Jaa sakte hai par bina passport ke nhi Jaa sakte, kyonki passport apni country ke citizen ko diya jaata hai taki vo international travel kar sake aur apna passport ( as a identification ) dusre desh mei dikha sake , aur visa ek permission hoti hai jo dusri country apko apni country mei entry hone ki permission deti hai . Vaise toh visa ek document (letter) ya