Friends mera ye article padh kar aapke mind mein ek question to zarur hi aa raha hoga ki aakhir blog post Google ya other search engine mein rank kaise karti hai? To iska ek simple sa jawab hai"search engine robots". search engine robots hi hamari blog post ke content ko search engine mein Index karwate hai. Friends iss post me simple hum Blogger blogspot post ka seo kaise kare ke bare me baat karenge.
यह भी पढ़ें|
On-page SEO क्या होता है ?
Off-page SEO सीखने से पहले हम आपको थोड़ा on-page SEO से introduce करवाते हैं| on-page SEO ही आपके website article को optimize करके Google के first page के search result मैं लाता है। on-page SEO को on-site SEO भी कहा जाता है|इसमें आपको blog or website के title, meta tag, search description, header,permalink और images को optimize करना होता है जिससे कि आपका blog SEO friendly भी बन जाता है |Friends यदि आप on-page SEO के बारे में विशेष जानकारी प्राप्त करना चाहते हैं तो मेरी नीचे दी गई पोस्ट को ध्यान से पढ़ें|
Blogger blogspot post ka seo kaise kare(super secret trick)
Friends sabse pehle aap apne gmail account se blogger account mein login ho jaye.Login hone ke baad aapko blogger dashboard me setting option mei drop down menu mei search preferences ka option dikhayi dega, uspar click kare.Lekin friends jaise hi aap iss option par click karenge to apke samne Crawlers and indexing ke niche ek warning dikayi degi.
- Note --->"Warning! Use with caution Incorrect use of these features can result in your blog being ignored by search engines".Iss line ko read karne ke baad aap sab kuch acche se samajh hi gaye honge.Iska seedha matlab hai ki agar aap custom robots header tags mei diye gaye options ka use proper tarike se nahi karoge to apki post search engine me index hone ki wajaye de-index bhi ho sakti hai.
Next aap custom robots header tag option par click kare. Then aapke Samne enable custom robots header tag ka option open ho jayega .Ab aap yahan yes par click kare. Jaise hi aap yes par click Karenge toh apko kuch naye options dikhayi denge jinka naam homepage,archive and search pages, default for post and pages etc hai .Agar aap inn sabhi options ke niche dekhenge to apko kuch aur naye sub options dekhne ko milenge , unki settings aap niche di gayi image ko dekhkar kar sakte hai.Ab apko jo bhi options dikhayi de rahe hai vo sabhi advanced seo setting ke hi hai.Meri aap se request hai ki aap inn features ka use correct tarike se kare.kyonki inhone clearly note mei mention Kiya hai.
Custom robots header tags options ki advanced settings kaise kare
Friends ek baat me yahan apko batana chahunga ki custom robots header tags ki setting jo maine apko uper di gayi image me batayi,ye setting sabhi blog post ke liye default setting hi rahegi.Ye settings sabhi blog post ke liye ek setting hai.
Agar mei custom robots tags option ki setting ki baat karu jo apko right side par last option dikhayi dega,iss option mei aap har post me apni marzi se tag change kar sakte ho.Agar aap default tag set karte hai to sabse best hai.Aap niche di gayi image ko dekh sakte hai.
1.All:
All tag ko enable karne ka fayda ye hoga ki search robot apki site ko comfortable hokar search engine me index karega.waise to iski setting default hi rehti hai matlab agar aap iss option ko enable naa bhi karoge to bhi ye by default enable hi rahega.
2.Noindex:
- Friends No index tag ka meaning dekh kar aap samaj gaye honge ki iska kya meaning ho sakta hai.Iss option mei search engine robot apke page ko search engine mei index nahi karega.
- 3.None:
- None tag ka use aap affiliate links ya outbound links mei kar sakte hai.Agar koi blogger apke blog mei backlink banane ki koshish karta hai without apki permission ke.To aap iss tag ka use karke usey rok sakte hai.
- 4.Noarchive:
- Jab bhi search engine par apki site unavailable hoti hai to visitor apki cached file par click karke apki site visit kar Sakta hai.kyonki search engine hanesha apki site ka cache data apne pass store karke rakhta hai.Agar ap noarchive open ko enable karna chahte hai to yes kare nahi to no par click kare.
- 5.Noodp:
- Noodp tag ka use hum open directory project se apni post ko delete karne ke liye karte hai.sabhi bloggers iss option ko hamesha enable hi karte hai.kyonki isse apki sari posts search engine mei sahi tarike se result mei aayengi.
- 6.nosnippet:
- Nosnippet tag ka use hum tab karenge jab hume search engine mei apni post ke title ke niche description show nahi karwana hai.description matlab apni full blog post ko ek small paragraph me explain karna.
- 7.noimageindex:
- Agar aap apne sabhi blog post images ko search engine mei index nahi karwana chahte to aap iss noimageindex tag ka use kar sakte ho.Ye tag use karne ke baad apki sabhi post images search result mei show nahi karegi.
-
8.notranslate:
- Friends notranslate tag ka use aap apne page ko translate naa karne ke liye kar sakte hai.Agar aap chahte hai page ko translate karna to notranslate tag ke samne tick mare nahi to cross.
- 9.Nofollow:
- Agar aap iss option ko enable karte ho to search engine apke post update ko follow nahi karega.for example-- maine apna post title change Kiya to search engine usse index nahi karega mujhe Google webmaster tool me jaakar ussey phir se submit karna padega agar me iss nofollow tag ko enable karta hu.
- 10.unavailable_after:
- In this unavailable_after tag mei apko batana chahunga ki agar aap search engine par apni post kuch time ke liye hi dikhana chahte hai to aap uss post ke liye custom date and time set kar de.post apki setting ke anusar apne aap search engine se delete ho jayegi.
Agar mei custom robots tags option ki setting ki baat karu jo apko right side par last option dikhayi dega,iss option mei aap har post me apni marzi se tag change kar sakte ho.Agar aap default tag set karte hai to sabse best hai.Aap niche di gayi image ko dekh sakte hai.
- Friends agar apki site WordPress mei hai to aap yoast seo WordPress plugin ka use kar sakte hai.Ye google blogger ke custom robots tags ki tarah same hai.In the end mei apse kehna chahta hu ki maine apko iss post mei Custom robots header tags options ki advanced settings aur blogger blogspot post ka seo kaise kare ke baare mei useful information batayi hai.I hope apko meri ye post acchi lagi hogi. Agar apke pass iss post se related koi aur bhi zarori information hogi to mujhe comment box mei comment karke zaroor bataye.