Friends Artificial intelligence का नाम आपने बहुत बार सुना होगा पर क्या आप जानते हैं की ai (Artificial intelligence) kya hai ? यह हमारे किस काम आती है और साथ ही हम artificial intelligence ki types and uses , artificial intelligence ki applications के बारे में भी discuss करेंगे | Friends अगर आप सब interested हैं artificial intelligence के बारे में जानने के लिए तो मेरी इस पोस्ट को शुरू से लेकर आखिर तक ध्यान से पढ़ें | Ai को हम Machine intelligence के नाम से भी जानते हैं|
Artificial intelligence computer science की ब्रांच है | John McCarthy का father कहा जाता है | AI की फुल फॉर्म से ही आप पता लगा सकते हैं कि इसका मतलब machines या फिर electronic devices से related हो सकता है |
जी हां artificial intelligence की आवश्यकता हमें इसलिए पड़ी ताकि हम machines से भी मनुष्य जैसा काम ले सके | With the help of Ai हम ऐसे computer, robots बना सकते हैं जो इंसानों की तरह काम कर सकते हैं |
किसी भी टाइप का कंप्यूटर या फिर रोबोट जो Ai की मदद से तैयार किए जाते हैं उनमें human की qualities program की जाती है ताकि humans का work load कम हो सके और कम समय में हम ज्यादा से ज्यादा work complete कर सके|
For example - Hongkong की company Hanson robotics ने AI ki help se "Sofia robot" नाम का एक humanoid robot prepare किया है, यह robot first non human robot hai aur isme 60 facial expressions program kiye gaye hai, saath hi isse Saudi Arabia ki citizenship प्राप्त है| AI ki help se prepare ki gayi machines error free, accurate hoti hai, inke काम करने ki speed bhi fast hoti hai aur ye machines zada se zada data store karne mei perfect hoti hai. Aajkal toh hollywood movies mei bhi artificial intelligence ka use ho rha hai jaise 'star wars' , 'Captain Marvel' , 'Avengers infinity war' , 'Iron Man'.Bolloywood movie Robot me chitti Robot AI था|Friends movies ki list toh bohot badi hai par humne apko kuch famous movies ke naam yahan btaye hai.
artificial intelligence applications
1. Artificial Intelligence in Games - one of the most important role AI ka online games mei hai. Friends online games to aap sab play krte honge. Yahan mai kuch famous online games ke naam mention karunga jaise ki pub g , free fire , Clash of Clans etc. In sab games mein jo aap bots dekhte hain वे sab "AI" ki live examples hai.
2. Artificial Intelligence in self-driving cars (autonomous cars)- Friends kya apne kabhi without driver car ko chalte hue dekha hai. Agar dekha hai to samaj jaaye ki ye AI ki help se hi possible huya hai. Self driving cars or driver less cars me different types ke sensors and softwares ka use hota hai jaise ki GPS, SONAR, LIDAR, RADAR, AI cameras etc jo car ko control karne mei perfect hote hai. Self driving cars ka use U.S.A me sabse zada hota hai. Aajkal toh drones bhi AI technology ka use kar rhe hai.
3. Artificial intelligence in factories and industries - Aajkal industries and factories bhi apne product manufacturing unit mei AI ka use kr rahe hai. Pehle aapne factories mei thousands of workers ko kaam krte huye dekha hoga , par ab workers ki counting km hoti dikhayi de rahi hai aur unhe machines and robots se replace kr diya gaya hai kyonki machines tired free hoti hai aur accurate result bhi deti hai. As a result hamare liye unemployment produce ho rahi hai.
4. Artificial intelligence in healthcare - Medical hospitals and health care industries bhi AI ka use kar rahe hai. In past hamare pass kisi bhi type ki machine or equipment available nhi hote thai lekin now a days with the advancement in technology hamare pass nayi-2 machines aa chuki hai jinki help se hum patients ka treatment low cost me kr sakte hai. "IBM watson" ek famous health care technology hai jo AI ko kaam me leti hai, aur iske saath hi bahot se health assistant bhi aa chuke hai jinki help se common disease ka treat ment bhi easy way me kr sakte hai. AI ne health care sector mei ek new revolution develop kiya hai.
5. Artificial intelligence in education - Education sector mei bhi AI ka bohot important role hai . Computer classes , online classes , online examination etc sab artificial intelligence se linked hai. Students AI tutor ki help se apne ghar mei reh kar kisi bhi problem ka solution find kr sakte hai. Education sector mei bhi AI students ke liye vardaan bnkar aaya hai.
Friends AI ki various applications hai, different-2 field mei jaisi ki finance, banking, railways , private and public sector etc., pr blog ko lengthy naa karte hue humne apko kuch important applications se introduce karwaya hai.
क्या होती है machine learning ?
मशीन लर्निंग भी artificial intelligence की एक एप्लीकेशन है |इसमें coding या programming की जरूरत नहीं पड़ती है|इसमें मशीनों को इतना perfect और smart बना दिया जाता है कि वह अपने पिछले work experience के आधार पर अपने नए काम को पिछले काम के मुकाबले और improve कर सकती है|उदाहरण के तौर पर जब हम किसी shopping website जैसे कि amazon, flipkart, myntra पर कोई चीज search करते हैं जैसे कि मैं shoes search करता हूं तो आपने देखा होगा कि आपको shoes से related ही advertisement दिखाई देंगी, यह सब machine learning के द्वारा ही संभव हो पाया है|
इसे भी पढ़ें|
क्या होती है machine learning ?
मशीन लर्निंग भी artificial intelligence की एक एप्लीकेशन है |इसमें coding या programming की जरूरत नहीं पड़ती है|इसमें मशीनों को इतना perfect और smart बना दिया जाता है कि वह अपने पिछले work experience के आधार पर अपने नए काम को पिछले काम के मुकाबले और improve कर सकती है|उदाहरण के तौर पर जब हम किसी shopping website जैसे कि amazon, flipkart, myntra पर कोई चीज search करते हैं जैसे कि मैं shoes search करता हूं तो आपने देखा होगा कि आपको shoes से related ही advertisement दिखाई देंगी, यह सब machine learning के द्वारा ही संभव हो पाया है|
इसे भी पढ़ें|
artificial intelligence ki types and uses
Artificial intelligence को two types मैं categorise किया गया है|
1 weak AI
2 Strong AI
1 Weak AI - weak AI ko narrow AI ke naam se bhi jana jaata hai aur ye particular task hi perform kr sakte hai. As compared to strong AI weak AI sochne ka kaam karte hai aur ye itne smart bhi nhi hote. Example 1 ke taur pr jab hum koi bhi computer game self(player) vs computer(player) khelte hai, to usme computer player ke move pehle se hi software dwara Store kiye हुए होते हैं|जिससे कि आपका interest और आप bore भी ना हो|Example 2 Virtual Personal Assistants such as Apple’s Siri, google assistant , Corrina etc. This AI depends on humans.
2 Strong AI - This AI is also known as general artificial intelligence . Strong AI me humans ki intelligence ka use kiya jaata hai. Ye difficult problems ka solution easily solve kr sakte hai. In strong AI machines humans ke jaisa sochti hai aur unke jaise kaam krti hai. In this AI, machines independent decision leti hai. But now strong AI exist nhi karti, lekin scientists ne predict kiya hai ki till 2030-2045 it may exist.
Uses - Presently Artificial Intelligence Ka sabse zada use multinational companies kar rhi hai jaise apple, Microsoft , IBM , video AI company Valossa etc. AI e- commerce applications me bhi use kiya jaa raha hai jaise visual search, chatbots, aur automated product tagging.
1 Siri - Siri apple ka personal assistant hai. Yeah feature apko sirf apple devices me hi milega. Siri machine learning "technology" concept ka use karke humari language ko understand karta hai.
2 google assistant - Friends google assistant ka feature apko all latest Android phones mei mil jayega . Basically ye feature physically challenged persons ko dhyan me rakhte hue banaya gaya hai jisse ki ve Voice command se apne phone ko access kr sakte hai. Iss option se aap apne phone ke kisi bhi option ko open close kr sakte hai. For example agar apne Bluetooth open karna hai to aap apni kisi bhi language me Bluetooth ko open and close karne ki command de sakte hai.
Conclusion - Guys apko meri ye post "ai (artificial intelligence) kya hai? ai ki types and uses , artificial intelligence applications" kaisi lagi, muje comment karke btana zaroor. Aapke pass bhi agar artificial intelligence se related koi new update hai toh mere saath share zaroor kare aur meri post ko bhi apne friends, relatives ke saath share karna naa bhule.